Google AI Bard Kya Hai? Aur Ye Chat GPT Se Kaise Best Hai?

Spread the love

Google AI Bard Kya Hai: Abhi tak technology ki duniya mein naye inventions hona band nahi hue hai. Ab Google ne apni AI technology board ko launch kar diya hai. Isko launch karne ki wajah hai ChatGPT-3 ko takkar dena. Isi ke karan ise itni jaldi market mein laya ja raha hai. Iski jaankari khud Google ke CEO Sundar Pichai ne official blog post karke di hai.

Unhone bataya ki iske aane se logon ke mushkil kaam aasaani se ho jayenge. Filhal abhi company ne sirf iske kuch testers nikale hai. Iske baad agar ye safal rahta hai to ise jaldi se jaldi market mein utara jayega. Chaliye jaante hain iske baare mein kuch khaas baatein.

Google AI Bard Kya Hai?

Google AI Baard ek chatbot hai, jo Google ki dialogue application par based hai. Isme Google ne apni artificial intelligence technology feed ki hai. Jab aap internet se connect honge, toh ye users ke sawalo ke jawab dega. Lekin abhi tak ye ye nahi bataya gaya hai ki ye konse sawalo ke jawab de payega. Filhal Iski Google ki taraf se koi jankari nahi di gayi hai.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

How Google AI Bard Works

Main aapko bata doon ki abhi sirf iska tester nikala gaya hai. Har kisi ko iske assess karne ki permission nahi di gayi hai. Isliye aap ise buy nahi kar sakte. Sources ke anusar, iski testing ho rahi hai aur jaldi hi complete ho jayegi, phir ise market me laaya jayega. Uske baad hi bataya jayega ki ye kaise kaam karta hai.

Google AI Bard vs ChatGPT

Google AI BERT aur ChatGPT dono AI technology par kaam karte hai. Lekin dono mein kafi antar bataya ja raha hai, jaise ki Google AI BERT, ChatGPT se kaafi behtar tarike se kaam karta hai. Kyunki ChatGPT par aapko wahi jaankari milegi jo uske data me feed hogi. Lekin ab ismein badlav kiye gaye hain.

Google AI BERT ko banane wale makers ne kaha ki isse ChatGPT se bilkul alag tarike se taiyaar kiya gaya hai. Saath hi jis tarah ki creativity aapko ChatGPT par dekhne ko nahi milti, aapko usse behtar Google AI BERT par dikhayi degi.

Impact on Google Search Engine

Sabko pata hai ki Google Search Engine sabse bada search engine hai. Par sabke dimag mein yeh sawal hai ki kya Google AI Bhard ke aane se Google search engine band ho jayega? Agar aapke dimag mein bhi yeh sawal hai toh aisa kuch nahi hai. Kyunki Google search engine aur Google AI Bhard dono alag-alag cheezein hai.

Google Search Engine mein important information search ki jaati hai, jabki Google AI Bhard se aap apne sawalon ke jawab jaan sakte hai. Isko alag website se link kiya jayega. Iske bare mein aur jaankari iske launch hone ke baad milegi.

What is the Meaning of Bard

Bard ek tarah ka profession story teller hota hai. Jo alag-alag tarah ki baaton ko logon tak pahunchata hai. Chahe wo bhugol se judi ho ya phir itihaas se judi ho. Isme music bhi dale jate hain. Isliye iska naam Google AI Bard rakha gaya hai. Google AI Bard Kya Hai?

LaMDA Kya Hai?

Lambda ek prakar ki language application hai. Iska istemal Google AI Bird me kiya gaya hai. Iske anusar ye model human voice ko sunkar uske hisab se response karta hai. Iska matlab ye hai ki jab koi vyakti iske samne baat karta hai to wo uski awaaz ko sunkar uspar jawab deta hai. Isi ko kehte hain Lambda.

What controversy arose regarding LaMDA?

Lambda ek aisi technology hai jo human-wise ko sun kar uspar jawab deta hai. Isi ke kaaran saal 2022 mein kaafi vivad khada hua tha. Is hange ma mein jo baat saamne aayi thi, uske mutabik Lambda chatbot ko khud ko lekar insecure hone lagi thi. Uska kehna tha ki, uske jo developers hain unhe ban na kar den. Haalanki, yeh baat alag hai ki Google ne in baaton ko afwah bataya aur samay rahte use khatm kar diya.

Impact on Google from ChatGPT

Google ka AI tool abhi live nahi kiya gaya hai. Isliye iske baare mein koi jaankari jari nahi hai. Ye tool abhi testing phase par hai. Ek baar ise aam logon ke liye jab launch kiya jayega, uske baad hi iske antar samajh aaenge. Agar aapko bataye toh ChatGPT mein user dwara puche gaye sawalon ke jawab prapt hote hain. Jabki Bird mein internet par maujood latest information jari ki ja sakti hai.

Benefit for Microsoft

Microsoft ne Bing ko Chat GPT ke saath launch kiya hai. Saath hi dusri taraf Open AI ne Chat GPT ko subscription-based bana diya hai aur ab users ko iska free version bhi diya ja raha hai. Lekin ismein kuch dikkat aa rahi hai. Isi wajah se users Microsoft Bing par ja rahe hain. Isliye ab Microsoft aur Google market mein takkar jaari hai. Google AI Bard Kya Hai?

Impact on Human

Google AI Barad ek chatbot hai jo bahut si cheezo me badlav la sakta hai lekin bahut jyada nahi. Kyunki insaan ki creativity ko koi machine nahi kar sakta, isliye isme koi bhi bada badlav nahi hoga.

The Future of the World of AI Technology

Artificial Intelligence ko technology ko duniya ka ane wala bhavishya mana ja raha hai. Isi wajah se tech companies ke beech AI ko badhane ki hoad machi padi hai. Saal 2024 mein ChatGPT ne AI ki jung ko naye mukaam par laakar khada kar diya hai. ChatGPT ke mukable mein Google apna bird le aayi hai, jiski filhaal testing jaari hai. Iske baad ise official roop se release kiya jayega.

FAQs – Google AI Bard Kya Hai?

Q: Google AI Barge ko kab launch kiya jaa raha hai?

Ans: February saal 2023 mein launch kiya jaa raha hai.

Q: Google AI Barge kya hai?

Ans: Ek tarah ki chatbot service hai.

Q: Google AI Barge ke launch ki ghoshna kisne ki?

Ans: Google ke CEO Sundar Pichai ne ki.

Q: Kya Google AI Barge ke aane se band ho jayega Google Search Engine?

Ans: Nahi, Google Search Engine band nahi hoga.

Q: Google AI Barge aane se kisko nuksan hoga?

Ans: Google AI Barge se ChatGPT ko nuksan ho sakta hai.

Google AI Bard Kya Hai? की तरह अन्य Important Link :-

click-here

Join TelegramJoin Now
Back CategoryLearn Blogging
Join On QuoraJoin Now
Back HomeClick Here

Views: 1


Spread the love

हेलो दोस्तों, मेरा नाम आफताब अहमद है, मै इस वेबसाइट का राइटर और Co-Founder हूँ और इस वेबसाइट के माध्यम से CSC, सरकारी योजना, बैंकिंग, ब्लोगिंग, SEO, PDF, रिव्यु, बायोग्राफी, लोन, टेक्नोलॉजी आदि से सम्बंधित जानकारी शेयर करता हूँ.

Leave a Comment